Difference between revisions of 7 day free email guide in Hindi

Sharada (talk | contribs)
Sharada (talk | contribs)
Line 214: Line 214:
Hi,
Hi,

(Nahi dekhi kal ki e-mail, “Aankhein Theek Karein? Pehle, Aapka Myopia Maapte Hain.” Yahaan padh sakte hain.)
(Nahi dekhi kal ki e-mail, “Aankhein Theek Karein? Pehle, Aapka Myopia Maapte Hain.” [https://wiki.endmyopia.org/wiki/7_day_free_email_guide_in_Hindi#.5BDin_3.2F7.5D_Aankhein_Theek_Karein.3F_Pehle.2C_Aapka_Myopia_Maapte_Hain Yahaan] padh sakte hain.)

Kal maine aapko kuch homework diya tha, toh phir abhi aapke paas aise kai numbers honge jiske saath kya karna, aapko koi jaankaari nahi. Pehle, mujhe aapko bata dena chahiye ki yeh numbers bahut mahatvapoorn hain. Yeh lagbhag sab kuch batate hain eye strain ke baare, aapko kahaan apni aadatein badalni padengi, aur kitna lens correction ki avashyakta hai aapki aankhon ko, achha mehsus karne ke liye. Prabhaavshaali gyaan chupa hai inn numbers ke peeche.

Line 232: Line 232:
L: 32 cm; R: 36 cm
L: 32 cm; R: 36 cm

Agar aap mera calculator istamaal karte hain, toh aapko yeh diopters milenge: -3 aur -2.75. Kya aap anumaan laga sakte hain ki mera prescription kya tha uss samay (haan, record zarur rakhein!)? -2.75 dono aankhon ke liye.
Agar aap mera [https://endmyopia.org/focal-calculator/calc.html calculator] istamaal karte hain, toh aapko yeh diopters milenge: -3 aur -2.75. Kya aap anumaan laga sakte hain ki mera prescription kya tha uss samay (haan, record zarur rakhein!)? -2.75 dono aankhon ke liye.

Lagbhag sahi, par samay aagaya tha 0.25 kam karne ka. Abb aapko shayad yaad hoga ki main -4.00 ke chashme pehna karta tha, toh main seedhe track par tha kam prescription panne ke liye. Aur meri pragati vaastav mein behtar thi, naki jitni lag rahi thi. Woh -4.00 ka prescription jab maine yeh raasta chuna? Woh kaafi kam tha, kareeb 0.75 diopters se.

Line 256: Line 256:
Maapte rehna hoga. Ek reminder bana lijiye, din mein kai baar maapne ke liye, aanewale kuch hafton tak. Isse aapko malum padega aapki drishti kaise kaam karti hai jab aap koi paas ka kaam nahi karte, unn dinon jab aap exercise karte hain, aise dinn jab aap baahar roshni mein samay bitate hain, ityaadi. Aap tulna karein drishti ka achhi roshni mein aur gandi fluorescent lighting mein. Numbers likhte rahein! Aage kaam mein ayenge.

Padhiye. Jitna aap seekheinge, utna acha hoga aapke liye. Ek baar this page on successful natural myopia control , iss ko padhein!
Padhiye. Jitna aap seekheinge, utna acha hoga aapke liye. Ek baar [https://endmyopia.org/success/ this page on successful natural myopia control] , iss ko padhein!

–> Kal hum baat kareinge bhayankar axial elongation par , jisse aap kisi bhi tarah se bachna chahte hain. Isme chupi hai badte hue myopia ki pahelee, aur yahi woh cheez hai jisse kai prakaar ki retinal samasyaein jagrut hoti hain, lambe samay mein. Aap apni aankhon ke saath jo sabse buri cheez kar rahe hain, uski bhi jaankari dunga—yeh ek cheez jo aapko sach mein kabhi bhi apni aankhon ke saath nahi karni chahiye. Zaroor padhein.